Skip to content

main mar bhee jaoo || Maut hindi shayari

main mar bhee jaoo… to use khabar bhee na hone dena,
masharoof sa shakhs hai… kahee usaka vaqt barbaad na ho jaaye

मैं मर भी जाऊ… तो उसे ख़बर भी ना होने देना,
मशरूफ़ सा शख्स है… कही उसका वक़्त बर्बाद ना हो जाये

Title: main mar bhee jaoo || Maut hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aur kya likhu || yaad hindi shayari

AUR KYA LIKHU || YAAD HINDI SHAYARI
Aur kya likhu mai teri yaado me
ab to dard bhi nahi mere alfaazo me
tu taaro se poochti hai haal mera
arey woh bhi ro padtey hai mere halaato pe




Dubaane ki koshish || 2 lines true but sad hindi

Hame dubaane ki koshish unohne hi ki jinko tairna hamne sikhaya tha

हमें डुबाने की कोशिश उन्होंने ही की जिनको तैरना हमने सिखाया था..!

Title: Dubaane ki koshish || 2 lines true but sad hindi