
Sirf ser jhukon nall hi rabb nhi milda💐

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.
Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.
Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye
Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye
Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai
Berang zindagi jeene ki kosish hai
Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal
Woh sukoon se bharaa hua kal
Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge
Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.
हम इस प्यार को प्यार से प्यार करते है
क्यों करते है इतनी मोहबत आपसे
क्यों यह गुन्हा हम हर बार करते है
Hum Is Pyar Ko Pyar Sey Pyar Karte Hai
Kyu Karte Hai Itni Mohabbat Apse
Kyu Yeh Gunha Hum Har Var Karte Hai