Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akele rahe || hindi shayari
Tumhen chah ke bhi akele rahe,
Pyaar ke bina hum adhure rahe,
Zinda to hum tumhare saath the,
Warna akele to hum murda bhi na rahe.
@80rullah
Title: Akele rahe || hindi shayari
Mareeze-ishq || ishq shayari
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.

