Skip to content

Manzil hamsafar par hi jaa kar || so sweet hamsafar shayari

बहक जाते हैं कदम यूँ तो राह में चलते चलते..
मगर समझ लो तुम ऐ दोस्त..💚
मंजिल हमसफ़र पर ही जाकर थमती है! !!  !🧡

Title: Manzil hamsafar par hi jaa kar || so sweet hamsafar shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || hindi shayari || two line shayari

Zindagi me kabhi kabhi waqt aisa bhi aata hai gam ko apne andar chupa kar bahar insaan muskurata hai 🙂 

ज़िंदगी में कभी कभी वक़्त ऐसा भी आता है गम को अपने अंदर छुपा कर बाहर इंसान मुस्कुराता है 🥲

Title: Waqt || hindi shayari || two line shayari


Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi

Teri khamoshi mujhko kr rahi khamosh hai,

jane tujhe kya hua hai aur kya mera dosh hai,

mai khud se puchu kai swaaal ki kyu tu madhosh hai,

tu premika thi fir kyu sab jaan k bhi bihosh hai..

Title: Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi