MARR BHI GAYE JO HUM PYAAR MEIN TERE.
DIL TOH HAMARA RAHEGA TUMHARA.
YAAD TUMHARI HAMESHA AATI RAHEGI,
CHAHE KITNE SUKH DUKH AAYE ZINDAGI MEIN MERI.
MARR BHI GAYE JO HUM PYAAR MEIN TERE.
DIL TOH HAMARA RAHEGA TUMHARA.
YAAD TUMHARI HAMESHA AATI RAHEGI,
CHAHE KITNE SUKH DUKH AAYE ZINDAGI MEIN MERI.
Usne dil ka haal batana chhod diya
Hamne bhi gahrai me jana chhod diya
Aur jab usko hi doori ka ehsaas nahi
Hmne bhi ehsas dilana chhod diya
Maine kaha ratse hai dushwar bahut
Usne tab se sath nibhana chhod diya
Aur jab ye kaha ki krna yad duao me
Usne tab se duao me hath uthana chhod diya💔
उसने दिल का हाल बताना छोड़ दिया
हमने भी गहराई में जाना छोड़ दिया
और जब उसको ही दूरी का एहसास नही
हमने भी एहसास दिलाना छोड़ दिया
मैने कहा रास्ते है दुशवार बहुत
उसने तब से साथ निभाना छोड़ दिया
और जब ये कहा के करना याद दुआओं में
उसने तब से दुआओं में हाथ उठाना छोड़ दिया💔