
Mast ehdiyan adawa..!!
Mast jehe vich ishq de tere
Ban masat mein jawa..!!

Baadlo ke aage bhi ek shehr hai
Us shehar ke aage mera ghar bas ek pehar hai
Kabhi aayo to pahadon vali sadak le lena tum
Agar gum hue to baadlon ki madad le lena tum
Aur milo mujse to swaal km hi puchna
Agar chup raha mein to ankhein padh lena tum
Kabhi aayo to pahadon vali sadak..
बादलो के आगे भी एक शहर है
उस शहर के आगे मेरा घर बस एक पहर है
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क ले लेना तुम
अगर गुम हुए तो बादलो की मदद ले लेना तुम
और मिलो मुझसे तो सवाल थोड़े कम ही पूछना
अगर चुप रहा मै तो आखें पढ़ लेना तुम
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क….
Sayad main tujhe kvi keh na sku
Tu kitna khas h mere liye
Bs dil me khwahish liye
Ye sochti hu kmse km tu paas to h mere
Janti hu tu paas ho kr v bohot dur h mujhse
Phir v mera sb kuch h tujhse
Jb maine tujhe pehli baar dekha us waqt aisa lga jaise tu aaya hi h mere liye
Jb tujhse baatein hui to lga ki bs tujhe sunti rhu
Jb tujhse pehli bar mili tb aisa lga jaise wo saam ruk jaaye or tere paas main baithi rhu
Jb tune pehli bar chuwa dhadkanein tej ho gyi or tb pta chla tu kya h mere liye
Aaj v us ek pal ka intezaar h mujhe
Kaise bdh jaaun aage iss duniya me
Tu hi to ek duniya h mere liye …
Maana thori si naadan hu main pr is naadani me v kitna pyar krti hu tujhse
Tera chehra ek baar dikh jaaye to aankhe nam ho jaati h
Teri mehek aaj v teri yaad dila jaati h
Tu mujhse kitna v door ho jaaye pr ye dil maine rkh di h ab tere liye
sikaayaton me mza tvi h jb tu ho mere pas sunne k liye.. Aaj v meri aankhein tarasti h tujhe ek baar dekhne k liye
Zindagi bhr tere saath rehna tha pr teri khushi k liye v to maine duwa maanga tha
Tu mere sath reh ya na reh teri yaadein hmesha rhengi
Tujhe zindagi bhr k liye apne sath rkha h maine , tu meri yaadon me kaid hai hmesha k liye q ki ye intejar v to rhega aankhri saans tk k liye.