Skip to content

Masum jehi zindarhi te || best Punjabi shayari || sad but true shayari

Masum jehi zindarhi te dass tu
Eh ki kehar kamawein..!!
Na koi suneha aunda tera
Na aap kol tu aawein..!!

ਮਾਸੂਮ ਜਿਹੀ ਜ਼ਿੰਦੜੀ ‘ਤੇ ਦੱਸ ਤੂੰ
ਇਹ ਕੀ ਕਹਿਰ ਕਮਾਵੇਂ..!!
ਨਾ ਕੋਈ ਸੁਨੇਹਾ ਆਉਂਦਾ ਤੇਰਾ
ਨਾ ਆਪ ਕੋਲ ਤੂੰ ਆਵੇਂ..!!

Title: Masum jehi zindarhi te || best Punjabi shayari || sad but true shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Takdeer ka likha || true lines || Hindi shayari

Ki zindagi ke bare mai sochna bhi ek alag andaaz hai😊
Takdir mai hame  vo he milta hai🙏
Jo upper Wale ne likha hota hai❤️

कि जिंदगी के बारे में सोचना भी एक अलग अंदाज हैं😊
तकदीर मे हमे वो ही मिलता है🙏
 जो उपर वाले ने लिखा होता हैं❤️

Title: Takdeer ka likha || true lines || Hindi shayari


Fark padhta hai || love hindi shayari

Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..

Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….

Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…

Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….

Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….

Title: Fark padhta hai || love hindi shayari