Skip to content

mat poochh sheeshe se usake tootane || Pathar SHayari

मत पूछ शीशे से उसके टूटने की वजह,
उसने भी मेरी तरह किसी पत्थर को अपना समजा होगा….

mat poochh sheeshe se usake tootane kee vajah,
usane bhee meree tarah kisee patthar ko apana samaja hoga….

Title: mat poochh sheeshe se usake tootane || Pathar SHayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Badal gaye hum…💔 || Sad hindi shayari

Taqdeer ne jese chaha vese dhal gye hum
Bahut sambhal k chale fir bhi fisal gye hum
Kisi ne viswas toda toh kabhi kisi ne dil,
Aur logon ko lagta hain ki badal gaye hum💔

तकदीर ने जैसा चाहा वैसे ढल गए हम
बहुत सम्भल कर चले फिर भी फिसल गए हम
किसी ने विशवास तोड़ा तो कभी किसी ने दिल
और लोगों को लगता है कि बदल गए हम 💔

Title: Badal gaye hum…💔 || Sad hindi shayari


उदासी🤐 || Vajah dhundni hai to muskurane

Vajah dhundni hai to muskurane ki dhundo udaasi to bas samay gvane ka ek tareeka hai

वजह ढूंढनी है तो मुस्कुराने की ढूंढो उदासी तो बस समय गवाने का एक तरीका है

Title: उदासी🤐 || Vajah dhundni hai to muskurane