Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri ibadat ki hai || love hindi shayari
Tumse mohabbat ki hoti toh Shayad tumhe bhula bhi dete
Humne ibadat ki hai teri marte dam Tak sajda krenge…🥰😇
तुमसे मोहोब्बत की होती तो शायद तुम्हे भुला भी देते
हमने इबादत की है तेरी मरते दम तक सजदा करेंगे…🥰😇
Title: Teri ibadat ki hai || love hindi shayari
Tu mere liye zaroori ||loVe shayari
Tu mere liye kitna zaroori hai,
Ye tera jaanna usse bhi zyada zaroori hai…😊
तू मेरे लिए कितना जरूरी है,
ये तेरा जानना उससे भी ज्यादा जरूरी है…😊
