Skip to content

matlabi duniyaa e || Dhaokebaj Punjabi Shayari

Me badhe dard chhupae ne
Aapne gair sabh hasaye ne
badhi matlabi duniyaa e yaaro! eh,
waqt aun te sabh ne rang dikhaye ne

ਮੈਂ ਬੜੇ ਦਰਦ ਛੁਪਾਏ ਨੇ ..
ਆਪਣੇ ਗੈਰ ਸਭ ਹਸਾਏ ਨੇ . . ,
ਬੜੀ ਮਤਲਬੀ ਦੁਨੀਆਂ ਏ ਯਾਰੋ ! ਇਹ ,
ਵਕਤ ਆਉਣ ਤੇ ਸਭ ਨੇ ਰੰਗ ਵਿਖਾਏ ਨੇ।

Title: matlabi duniyaa e || Dhaokebaj Punjabi Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Love Romantic Hindi status || 2 Lines || nazaren utha ke mila

mujhase jab bhee milo to nazaren utha ke mila karo,
mujhe pasand hai apane aap ko teree aankhon mein dekhana…


मुझसे जब भी मिलो तो नज़रें उठा के मिला करो,
मुझे पसंद है अपने आप को तेरी आँखों में देखना… 🥰🥰

Title: Love Romantic Hindi status || 2 Lines || nazaren utha ke mila


Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari

Abhi to rat shuru hui hai 
Itni jaldi hame kaha sona hai🙃
Abhi to yad karna hai kisi ko
Abhi to ji bhar ke rona hai💔

अभी तो रात शुरू हुई है
इतनी जल्दी हमें कहाँ सोना है🙃
अभी तो याद करना है किसी को
अभी तो जी भर के रोना है💔

Title: Abhi to rona hai || aansu shayari || sad hindi shayari