Skip to content

Maturity || english quotes

Maturity is deleting the entire paragraph and texting back “oky”✌

Title: Maturity || english quotes

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Main kuch yun tumhe bhula dungi || Shayari sad hindi

Main kuch yun tumhe bhula dungi,
Agar dil pyar karna bhi chahega toh main dimag se chup karwa dungi,
Jitna dil tumne dukhaya hai mera main woh toh nahi karungi,
Par abb kuch na bol kar tumhari jagah apni zindagi me bta dungi….

Title: Main kuch yun tumhe bhula dungi || Shayari sad hindi


Gam apna bhi toh wo || hindi 2 lines shayari

kabhi bin bole samajh li thi hamne har takleef uski
aaj ham karte hai byaa gam apna to bhi wo samajh nahi paate

कभी बिन बोले समझ ली थी हमने हर तकलीफ उसकी,
आज हम करते हैं बयां गम अपना तो भी वो समझ नहीं पाते।

Title: Gam apna bhi toh wo || hindi 2 lines shayari