Skip to content

MAUT DA INTEZAAR || Sad Status maut punjabi

Intezaar ||
intezaar hi mera asli sathi
pehla tera intezaar c
te hun maut da

ਇੰਤਜ਼ਾਰ
ਇੰਤਜ਼ਾਰ ਹੀ ਮੇਰਾ ਅਸਲੀ ਸਾਥੀ
ਪਹਿਲਾਂ ਤੇਰਾ ਇੰਤਜ਼ਾਰ ਸੀ
ਤੇ ਹੁਣ ਮੌਤ ਦਾ

Title: MAUT DA INTEZAAR || Sad Status maut punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek rishta pyaar ka || rishta shayari

Rishta ho pyaar ka,ya nafrat ka

Rishta ho dard ka,ya ho mohabbat ka

Rishta toh hamesha rehta hai khaas

Chahe kitna bhi dur ho ya paas

Jaane waale to chale jaate hain

Todne waale toh Tod dete hain

Lekin jo aakhir main reh jaata hai woh hai rishta.pyaar ka rishta,dil ka rishta.

Jaruri nahi rishtey ka koi naam ho

Ya Koi daam ho

Bas ho bedaag,maasum aur pyaara

Hamaare jeene ka sahara

Jo rahe dil ki dhadkan main

Yeh dikhne wala cheez nahi yeh toh logon ko jodta hai atoot bandhan main

Title: Ek rishta pyaar ka || rishta shayari


Us Khuda ke Siwa || Dikhawa Hindi SHayari

Us Khuda ke siwa koi kisi ka nahi hota
Duniyaadari se rishta sab dikhawa

उस खुदा के सिवा कोई किसी का नहीं होता
दुनियादारी से रिश्ता सब दिखावा..!

Title: Us Khuda ke Siwa || Dikhawa Hindi SHayari