Skip to content

nazar-oh-aawe-love-punjabi-shayari

  • by

Title: nazar-oh-aawe-love-punjabi-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Uski khoobsurati ke charche || two-line shayari

Uski khoobsurti ke charche aur kaha takk honge,
Vo angdhai le to tare bhi zameen par aane ko raazi hote hain…🍂

उसकी खूबसूरती के चर्चे और कहां तक होंगे,
वो अंगड़ाई ले तो तारे भी जमीं पर आने को राज़ी होते हैं…🍂

Title: Uski khoobsurati ke charche || two-line shayari


whatsapp video status love || dil kya kre || Hindi || Shayari || female voice

Eh dil
kitna masoum hai tu
kisi anjan se b kaise kar laita hai pyar
kisi ko to koi farak nai padta
khud k gam kyu kar laita hai hazaar
jhoothe aur sache k b farak nahi pata tujhe
kaise maan laita hai kisi ko rooh k yaar

Song: dil kya kare
dil ko agar
aschaa laghe koi
jhotha hi sahi……. e dil……

Title: whatsapp video status love || dil kya kre || Hindi || Shayari || female voice