Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dilda hal || Shayari hindi true lines
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….
Title: Dilda hal || Shayari hindi true lines
Hakeekat par bhi shak hai || sad but true hindi shayari
Vo umar achi thi jab jooth par ykeen hua karta tha varna aaj to hakeekat par bhi shak hai 💯
