Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumahari tasveer || Hindi 2 lines pyar bhari shayari
Kaun kehta hai ke tumahari tasveer baat nahi karti
har sawaal ka jawaab deti hai bas awaaz nai karti
कौन 👤कहता 🤨 है कि तुम्हारी 👨 तस्वीर 🌄 बात नहीं करती, 😞
हर_सवाल 🗣️ का जवाब 💬 देती है बस_आवाज़ 🥄 नहीं करती ।।
Title: Tumahari tasveer || Hindi 2 lines pyar bhari shayari
tairne ka hunar
Kise ko paane ki chahat me itna
na doobo ki fir, apne tairne ki hunar
kaam hi naa aye
किसी को पाने कि चाहत में इतना
ना डूबों कि फिर। अपने तैरने का हूनर
काम हि ना आए।
