Mene use waha Jake b maga….
Jaha log sirf apni khusi magte h……..
Enjoy Every Movement of life!
Mene use waha Jake b maga….
Jaha log sirf apni khusi magte h……..
Yeh zindagi ek Aashiq jaisi hai
Agar Man se chaha toh haseen hai
Agar dimaag se chaha toh rangeen hai 💯
यह ज़िन्दगी एक आशिक़ जैसी है
अगर मन से चाहा तो हसीन है
अगर दिमाग से चाहा तो रंगीन है 💯
Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Humein Ek Lamha Na De Paye Apne Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Zindagi Lutiya Baithe!