
Ki kar ditta ishq halatan ne..!!
Menu pagl karke rakhta e
ehna athre jehe jajbata ne..!!
Enjoy Every Movement of life!

Hunar to hai duniya ko moohtod jawab dene ka
Bas muskurane ki jhuthi adakaari nhi aati…🙃
हुनर तो है दुनिया को मुंहतोड़ जवाब देने का
बस मुस्कुराने की झूठी अदाकारी नहीं आती…🙃
Tu chhd ke gayi hai,
Kitno ki luti sham hai.
Jane kitno ke dil tode hai,
Tera yhi to ek Kaam hai.
Kehti thi kamyab na hoga kabhi;
Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.
Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,
Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….
–Hiral Singh