Skip to content

Agar hoti koi keemat tumhe paane ki toh khudko bechkar bhi tumhe paa lete

Magar tum mohabbat ho kare kya zid hoti to yuhi lade kya ❤️

Title: Mera adhuri mohabbat

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bewafai || sad Hindi shayari || two line shayari

Tum bewafai karo hum fir bhi wafa karenge
Daag do khanjar chahe seene mein hum uff tak na karenge 💯

तुम बेवफाई करो हम फिर भी वफा करेंगे
दाग दो खंजर चाहे सीने मैं हम उफ्फ तक ना करेंगे💯

Title: Bewafai || sad Hindi shayari || two line shayari


Hind 3 line shayari|| love

Jb bhi phone ki ghanti bajti hai

Or naam tumhara aata hai

Hath ka toh pata nhi

Lekin ye dil tumhara phone uthane poch jaata hai😭❤️

Title: Hind 3 line shayari|| love