Skip to content

Mera Muqadar Hota || My Destiny Shayari

Wo Mera Sab Kuch Hai Bas Mera Muqadar Nahi ..
kaash wo Mera Kuch na Hota Sirf Mera Muqadar Hota…

Title: Mera Muqadar Hota || My Destiny Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kush toh kimti || maa 2 lines shayari

Kush toh kimti hai us maili saadhi ke pallu me
warna maa ke aanchal ke liye duniyaa tarsti hai 
कुछ तो कीमती है उस मैली साड़ी के पल्लू में,
वरना मां के आंचल के लिए दुनिया तरसती नहीं..

Title: Kush toh kimti || maa 2 lines shayari


KHOOBSURATI

“KYA KEHTI THI YE RAAHE,

 HAR PAL TUJHE HE DEKHNA CHAHE,

 AANKHON MEI TERI EK JHALAK HE THI KAAFI,

AE KHUDA KYA MUJHE DOGE TUM MAAFI,

ITNI KHOOBSURATI TO DEKHI NAHI JAATI,

TERI ZULFE MERE SAPNO MEI AA KE LEHRATI,

KABHI NA KAR PAONGA MAI ISS DIL KA VYAPAR,

KYUNKI KAR LIYA HAI MAINE TUJHSE SACHHA WAALA PYAAR”

Title: KHOOBSURATI