Skip to content

Mere kalam likhe gallan ishq diyaan || ishq and yaad shayari

Meri kalam likhe gallan ishq di yaddan aundi teriyaan…. 
Ehh rehndi tere deedar nu tarsdi sohneye akhan meriyanaan….
Wajda ya saaj jive ove chankan jhanjra teriyaan….
Tere kaana vich maran lishkara
Tu paiya baaliya jehdiyaan….
Dil rehnda mera bitab sunan nu
Kash tu appne muho kehde
Main teri aa main teri aww….

Title: Mere kalam likhe gallan ishq diyaan || ishq and yaad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Be -Khabar

Ae Be-khabar Mere Hal Se Mere Dard Ko Samajh Aese Dur Na ja_

Tere liye Duniya Thukra-e Hain, Jara Pass To Aaa_

Nazar ko Ghuma Ek Maiyat Uthi hai kon hai Jara Dekh To ley_

Ae Mere Mehaboob Ye Log Mujhe Dafnane Le ja Rahe hai, Aapne Ashiq ko Rok To ley_

Title: Be -Khabar


YE ZINDAGI ज़िन्दगी

ये  ज़िन्दगी….

ये ज़िन्दगी बहुत ही अज़ीब है यारो

कोई मौत से डरता है…तो कोई जीते जी मरता है

हर किसी को ज़िन्दगी से मोहोब्बत होती है

और जीवन खोने से हर किसी का दिल डरता है

किसी को हँसाती और किसी को रुलाती है ये ज़िन्दगी

और दिल रो रो कर यूँ ही आहें भरता है

किसी का शोंक बन जाती है…और कोई गले लगाना चाहता है इसे..

लेकिन “रूप” नफ़रत तो उसे हो जाती है इस ज़िन्दगी से

जो मोहोब्बत किसी से बेशूमार करता है….

 

Ye zindagi bhut hi azib hai yaaro

Koi maut se drta hai..to koi jite ji mrta hai

Har kisiko zindagi se mohobbat hoti hai

Or jivan khone se har kisi ka dil drta hai

Kisi ko hsaati or kisi ko rulati hai j zindagi

Or dil ro ro kr yun hi aanhein bharta hai

Kisi ka shonk bn jati hai…or koi gle lgana chahta hai ise…

Lekin “Rup” nfrt to use ho jati hai is zindagi se

Jo mohobbat kisi se beshumar krta hai…

 

Title: YE ZINDAGI ज़िन्दगी