Meri Zindagi ko baadal diya Tune
aake bhi OR jake bhi
Enjoy Every Movement of life!
Meri Zindagi ko baadal diya Tune
aake bhi OR jake bhi
Jab bhi ehsaas ho ke duriya zaruri hai
tho phir dil ko sambhal lo
ke dilo ka dur hona bhi zaruri hai
warna hum tho dur jayenge par
shayad ehsaas hamesha rahjayenge…..💚
Yun fasle na badha marz aur ilaz ke bich
Mai kahi mar na jau kal aur aaj ke bich🍁
यूँ फ़ासले न बढ़ा मर्ज और इलाज के बीच
मैं कहीं मर न जाऊं कल और आज के बीच🍁