Enjoy Every Movement of life!
Unhone to keh diya
tera mera koi wasta nahi hai
Par unki yaadon ka kya wasta hai
Jo wo har waqt mere paas rehti hai
Zulf suljhane mein mashroof unhe paya to kaha
Meri kismat bhi sawaro kabhi balon ki trah🙈
ज़ुल्फ़ सुलझाने में मसरूफ उन्हे पाया तो कहा
मेरी किस्मत भी सँवारो कभी बालों की तराह🙈
Rekhta Pataulvi
