Skip to content

Mita do naam tak mera || Hindi sad shayari

Mita do naam tak mera kitab-e-zindagi se tum
Magar pal-pal rulayegi… satayegi kami meri

मिटा दो नाम तक मेरा किताब-ए-ज़िन्दगी से तुम,
मगर पल-पल रुलाएगी… सताएगी कमी मेरी।

Title: Mita do naam tak mera || Hindi sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat || sad but true || hindi shayari

Yakeen sa ho gya hai un logo par jo kehte the!!
Mohbbat nayi ho toh khushiya deti hai purani ho toh dukh💔

यकीन सा हो गया है उन लोगों पर जो कहते थे..
मोहोब्बत नई हो तो खुशियाँ देती है पुरानी हो तो दुख💔

Title: Mohobbat || sad but true || hindi shayari


Faisla usi ka tha || sad shayari

Manzil bhi uski thi, rasta bhi uska tha,
Ek mein hi akela tha, baki sara kafila bhi uska tha,
Ek sath chalne ki soch bhi uski thi,
Aur baad mein rasta badlne ka faisla bhi usi ka tha..

मंजिल भी उसकी थी, रास्ता भी उसका था,
एक मैं ही अकेला था, बाकि सारा काफिला भी उसका था,
एक साथ चलने की सोच भी उसकी थी,
और बाद में रास्ता बदलने का फैसला भी उसी का था।

Title: Faisla usi ka tha || sad shayari