Lafz Mai uska, woh maano meri kalam ho..
Mai gehra dard uska, aur woh meri malham ho..❤️
Enjoy Every Movement of life!
Lafz Mai uska, woh maano meri kalam ho..
Mai gehra dard uska, aur woh meri malham ho..❤️

Darr sa lagta gaya;
Jab wo mujhe naa mila;
Khuda se kaha ,
Aye khuda dilade mujhe;
Khuda ne bhi afsos se kaha;
Kaise Dilau , jab wo tera tha hi nahi…
_SHIZA