Skip to content

Mohobbat byan nahi ho pa rahi || shayari images || mohobbat shayari

Punjabi love shayari images. Mohobbat shayari images. True love shayari images. True line shayari images.
Lafz khatam hunde ja rahe ne
Par tere layi mohobbat byan nahi ho pa rahi..!!
Lafz khatam hunde ja rahe ne
Par tere layi mohobbat byan nahi ho pa rahi..!!

Title: Mohobbat byan nahi ho pa rahi || shayari images || mohobbat shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sad shayari || two line hindi shayari

Khabar khabar ki aas mein wo bekhabar nikal gaye ,
Ummed na thi phir bhi Jane kiyo  woh badal gaye…..!!!

खबर खबर की आस में वो बेखबर निकल गए
उम्मीद न थी फिर भी जाने क्यों वो बदल गए…..!!!

Title: Sad shayari || two line hindi shayari


Aise waise chahe hoo || Money[paisa]

Aise waise chahe ho jaise

sbko chahiye bs paise

bolte khusiyan ki na keemat koi 

pr bin paise woh lgta kbhi koi khushi hi nhi

yaha jao paise waha jao paise

aakhir laaye toh laaye kaha se or kaise

bolte jitna gyan baat te utna bdjata

wohi gyan k waaste school or colleges tadpata

bin paiso k toh koi izzat hi ni yaha 

paiso k aad pe uche bne firte yaha

bin paiso k bnke rehgye bs ek faltu insaan

jaaye toh jaaye kha

  paiso se bhale hi khushi na kharid paaye

pr bin paiso k yaha jiya v na jaaye

Title: Aise waise chahe hoo || Money[paisa]