Skip to content

Mohobbat || hindi shayari

Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤

होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤

Title: Mohobbat || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


A Message to Someone Special from Heart

Faasle aur duriyan bhi ek misaal hai, Whatsapp ke zamaane mein Khat likhna bhi Kamaal hai, Agar Maksad hi ho sirf baato ko pahuchana, Toh yaaro Dilo ka connection bhi Bemisaal hai😉😉.

Title: A Message to Someone Special from Heart


Gulab🥀🧿 || love Hindi shayari || pyar izhaar shayari

Izhaar shayari || love Hindi shayari || gulab shayari