Skip to content

Mohobbat nahi rahi || two line shayari

Ab mohobbat nhi rahi is zmane mein,
Kyunki log ab mohobbat nhi mzak kiya karte hain💔

अब मोहब्बत नही रही इस जमाने में,
क्योंकि लोग अब मोहब्बत नही मज़ाक किया करते है 💔

Title: Mohobbat nahi rahi || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khafa kya huye ||Urdu Ghazal or Shayari

AAFREEN HI HAIN WAISE KHYAALAAT PAR AAP KE

KHAFA KYA HUE AAP NE TO JUDA HI KAR DIYA

آفریں ہی ہیں ویسے خیالات پر آپ کے
خفا کیا ہوئے آپ نے تو جدا ہی کر دیا

Title: Khafa kya huye ||Urdu Ghazal or Shayari


Apne naam ke sath tujhe har baar likhu || love hindi shayari

Agar apni kismat likhne ka zara sa bhi hak ho mujhe,
To apne naam ke sath tujhe har baar likhu😍..!!

अगर अपनी किस्मत लिखने का जरा सा भी हक हो मुझे,
तो अपने नाम के साथ तुझे हर बार लिखूं😍..!!

Title: Apne naam ke sath tujhe har baar likhu || love hindi shayari