Skip to content

Mohobbat shayari || hindi shayari on love

Hindi shayari on love mohobbat ishq



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


ajeeb sa jahar || Saari Zindagi Sad Shayari

ajeeb sa jahar hai teree yaadon mai,
marte marte mujhe saari zindagi lagegee…..

अजीब सा जहर है तेरी यादों मै,
मरते मरते मुझे सारी ज़िन्दगी लगेगी……

Title: ajeeb sa jahar || Saari Zindagi Sad Shayari


Nind kaise aaye || love hindi shayari

Un ankhon par bhi nind kaise aaye,
Jinmein pehle se koi jaag raha ho.🙃

उन आँखों पर भी नींद कैसे आए,
जिनमे पहले से कोई जाग रहा हो.🙃

Title: Nind kaise aaye || love hindi shayari