Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye Dil bhi pagal hai || 2 lines true but sad hindi shayari
Ye Dil bhi pagal hai ki us shaḳhs pr Marta hai..
Jo na kisi aur ka hone de.. or na apna rakkhe..
Title: Ye Dil bhi pagal hai || 2 lines true but sad hindi shayari
Dil pe kabza || two line hindi shayari || love shayari
Dhadkano ko bhi rasta de dijiye huzoor,
Aap to poore dil par kabza kiye baithe hai…🥺
धड़कनों को भी रास्ता दे दीजिये हुजूर,
आप तो पूरे दिल पर कब्जा किये बैठे है…🥺
