Skip to content

Mout ke kisse ✍️ || Hindi shayari images

Mitar😒 Meri mout ke
Kisse chhapne✍️ the
Kyuki dusmano ke
Sath apne the 💯✅
 



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari


Adhoore chaa || 2 lines dream shayari

bas ese jhaat ch zindagi ji rahe aa
ik din sade v adhoore chaah poore honge

ਬਸ ਏਸੇ ਝਾਤ ਚ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਜੀ ਰਹੇ ਆਂ..
ਇਕ ਦਿਨ ਸਾਡੇ ਵੀ ਅਧੂਰੇ ਚਾਅ ਪੂਰੇ ਹੋਣਗੇ..

Title: Adhoore chaa || 2 lines dream shayari