Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat tanhayion se || hindi shayari || sad but true shayari
इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न शिकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है।❤️
Title: Mohobbat tanhayion se || hindi shayari || sad but true shayari
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi
Wo Mohabbat Bhi Teri Thi, Wo Nafrat Bhi Teri Thi
Wo Apnapan Aur Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi
Hum Apni Wafa Ka Insaf Kisse Maangte,
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi!
