Skip to content

muh pe raam naam || Death hindi shayari

rukhasat hue teree galee se ham aaj kuchh is kadar,
logo ke muh pe raam naam tha,
aur mere dil mein bas tera naam tha…

रुखसत हुए तेरी गली से हम आज कुछ इस कदर,
लोगो के मुह पे राम नाम था,
और मेरे दिल में बस तेरा नाम था…

Title: muh pe raam naam || Death hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Maan ja meri baat || shayari for girlfriend || naraz shayari

Tu dairy milk si silky jaisi,
Or teri baatein fruit -n-nut.
Maan ja meri baat,
Mat kar mera phone cut.

Title: Maan ja meri baat || shayari for girlfriend || naraz shayari


Mera adhuri mohabbat

Agar hoti koi keemat tumhe paane ki toh khudko bechkar bhi tumhe paa lete

Magar tum mohabbat ho kare kya zid hoti to yuhi lade kya ❤️

Title: Mera adhuri mohabbat