Skip to content

Muje auron se kya lena dena || Love hindi shayari

Muje auron se kya lena dena
mujhe toh bas tum
tumahara waqt aur
tumahara pyar chahiye

*मुझे औरों से क्या लेना देना,*
*मुझे तो बस तुम ….* 💞
* तुम्हारा वक़्त और….* 😘
* तुम्हारा प्यार चाहिये….* 💞

Title: Muje auron se kya lena dena || Love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


BHIJDIYAAN RAHIYAAN

Nasibaan diyaan barshiyaan kujh injh ho rahiyaan ne ke khawahishaan dubdiyaan rahiyaan  te palkaan bhijdiyaan rahiyaan

Nasibaan diyaan barshiyaan kujh injh ho rahiyaan ne ke
khawahishaan dubdiyaan rahiyaan
te palkaan bhijdiyaan rahiyaan



Gam panne pe || hindi shayari

Shayari mein apna dard talash kroge to bta nhi payegi…
Usmein gam auro ka likha hai, tumhara jta nhi payegi…
Apne gam aur khushi ko panne pe utarna sikh lo..
Ye mera tazurba kehta hai, tumhe koi takleef staa nhi payegi…

शायरी में अपना दर्द तलाश करोगे तो बता नहीं पायेगी..
उसमे गम ओरों का लिखा है, तुम्हारा जता नहीं पायेगी..
अपने गम और खुशी को पन्ने पे उतारना सीख लो..
ये मेरा तजुर्बा कहता है, तुम्हे कोई तकलीफ सता नहीं पायेगी.

Title: Gam panne pe || hindi shayari