Shayad Main isliye piche hu,
Mujhe Hoshyari nahi aati,
Beshak log na Samjhe meri Wafadaari,
Magar yaaro Mujhe Gaddari nhi aati..
Enjoy Every Movement of life!
Shayad Main isliye piche hu,
Mujhe Hoshyari nahi aati,
Beshak log na Samjhe meri Wafadaari,
Magar yaaro Mujhe Gaddari nhi aati..
itna pyar to mujhe khud se bhi nhi hua
jitna tumse ho gya hai
Maut to aani hi hai..
Phir beemari se hi sahi…
Fikar to honi hi hai..
Phir pareshaani hi sahi…🍁
मौत तो आनी ही है..
फिर बीमारी से ही सही…
फिक्र तो होनी ही है..
फिर परेशानी ही सही…🍁