Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Manzil ka naraaz ||| Sad True Bewafa Shayari
Manzil ka naraaz hona bhi zayaz tha..
ham bhi toh ajjnabi raahon se dil lagaa baithe the..
मंजिल का नाराज होना भी जायज था…
हम भी तो अजनबी राहों से दिल लगा बैठे थे…
Title: Manzil ka naraaz ||| Sad True Bewafa Shayari
Wo aati hi hogi || hindi shayari
Tum jaa rahi ho to wo aati hi hogi,
Lekin Jitni bhi buri hogi tumse to kam hi hogi,
Aur tumne beech samandar main doobne ko chodd diya,
Aur wo to meri khatir sahil lekar zamana talaashti hi hogi.
