Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ilzaam mere hak aaya ||sad hindi shayari
Sawaal mera tha or jawaab uske haq aaya ….
jaana mein barbaad hu…
jab gunaah uska tha or ilzaam mere haq aaya…..💔
सवाल मेरा था और जवाब उसके हक आया….
जाना मैं बर्बाद हूँ…
जब गुनाह उसका था और इल्ज़ाम मेरे हक आया….💔
Title: Ilzaam mere hak aaya ||sad hindi shayari
Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari
Na Chaho Itna Humein Chahaton Se Darr Lagta Hai,
Na Aao Kareeb Itna Ki Judai Se Darr Lagta Hai,
Tumhari Wafaon Pe To Hai Yakeen Humein,
Bas Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai!
