Skip to content

Muskra ke chal diye || 2 lines shayari on aansu

Wo mile, baat kiye, fir thukraa ke chal diye
ham baithe, jraa roye, fir muskuraa ke chal diye

वो मिले, बात किए, फिर ठुकरा के चल दिए।
हम बैठे, जरा रोए, फिर मुस्कुरा के चल दिए।

हर्ष ✍️

Title: Muskra ke chal diye || 2 lines shayari on aansu

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kismat mehrbaan nahi || sad 2 lines

Jab kismat meherban nhi hoti na

Toh umeed do ki baarish mein nhi bhigna chaiye

Title: Kismat mehrbaan nahi || sad 2 lines


Sawal ka jawab || beautiful hindi shayari || two line shayari

Khayal jiska tha mujhe, khayal me mila mujhe
Sawal ka jawab bhi sawal me mila mujhe💔

खयाल जिसका था मुझे, खयाल में मिला मुझे
सवाल का जवाब भी सवाल में ही मिला मुझे💔

Title: Sawal ka jawab || beautiful hindi shayari || two line shayari