Skip to content

Na jaane kyu || hindi best shayari

ना जाने क्यों वो हमे देखकर नजरे झुका रहे है,
ना जाने क्यों वो हमे देखकर नजरे झुका रहे है,
ना जाने क्यों वो हमे देखकर बिना वजह मुस्कुरा रहे है,
कोई तो राज ह जो वो दिल मे छुपा रहे है।

Title: Na jaane kyu || hindi best shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


kudarat ne rangeen || Hindi shayari

ye bhee achchha hua ki,
kudarat ne rangeen nahee rakhe ye aansoo,
varana jisake daaman mein girate,
vo bhee… badanaam ho jaata…

ये भी अच्छा हुआ कि,
कुदरत ने रंगीन नही रखे ये आँसू,
वरना जिसके दामन में गिरते,
वो भी… बदनाम हो जाता…

Title: kudarat ne rangeen || Hindi shayari


Taswir shayari

Jab tu bhejti hai taswir apni din acha sa ho jata hai

duniya jhuthi hai magar tu sachi lagti hai

Teri bahoon me aane ka man karta hai

Tu teri khusbo ko andar smane ka man karta hai

Khoo jau teri khusbu me yahi man karta hai

Or tarif kitni bhi karu teri kam hi lagti hai

Log kehte hai sabke 7 chehre hote hai duniya mein

Par mujhe toh ek bhi nhi mila tere jaise

Keh sakte hai ki duniya me tere alava koi na hai duja

Title: Taswir shayari