Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aur kya likhu || yaad hindi shayari

ab to dard bhi nahi mere alfaazo me
tu taaro se poochti hai haal mera
arey woh bhi ro padtey hai mere halaato pe
Raaziq ka khayal hi nahi || two line shayari
Allah ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein
Talaash rizk ki hai raziq ka khyal hi nahi💯
अल्लाह को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
तलाश रिज्क की है राजिक का ख्याल ही नहीं💯

