Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Haseen pal || yaad shayari || hindi shayari
Un haseen palo ko yaad kar rhay the,🥰
aasmaan se tumhari baat kar rhay the ❤️
sukoon mila sunkar hume 😇
jab hawao ne btaya tum bhi hame yaad kar rhay the😍
Title: Haseen pal || yaad shayari || hindi shayari
Ishq ek se halal hota hai || hindi shayari || true love shayari
Main Mutaffik Hun Tumhari Tamam Baaton Se💯
Bairhal Dil Toda Nhi Karte 🙃
Aur Ishq Ek Se Halal Hota hai❤️
Har Kisi Se Thoda Thoda Nhi Karte🙌
मैं मुताफिक हूँ तुम्हारी तमाम बातों से💯
बहरहाल दिल तोड़ा नही करते 🙃
और इश्क़ एक से हलाल होता है❤️
हर किसी से थोड़ा थोड़ा नही करते🙌
