Teri akhon me doob jana
ab bas ek alfaaj hai
ab na tujme wo ehsaas hai
ab na mujme wo baat hai 🥀
Teri akhon me doob jana
ab bas ek alfaaj hai
ab na tujme wo ehsaas hai
ab na mujme wo baat hai 🥀
Ke zindagi ab tujhse shikayat nahi
Tazurbe ne bataya hai, shikayaton ke baad log rooth jate hain..💯
कि ज़िंदगी अब तुझसे शिकायत नहीं
तजुर्बे ने बताया है , शिकायतो के बाद लोग रूठ जाते है..💯
Meri Zindgi ka har kinara💖
tere nam
Meri khusi ka har sitara✨
tere nam
Bhgwan se mangi har dua🙏
Tere nam
Bas teri mout ho jaye🙃
Mere nam
………………………….
By Samiksha