Enjoy Every Movement of life!
Ab fark nhi padta kon sath hai or kon nhi hai
Kyunki mene zindagi mein unhe bhi khoya hai
jinhe main apni zindagi mana krta tha
Mila hai husn to is husn ki hifazat kar
Sambhal kr chal tujhe sara jahaan dekhta hai
Kaneez ho koi ya koi shahzadi ho
Jo ishq krta hai kab khandaan dekhta hai🙌
मिला है हुस्न तो इस हुस्न की हिफाज़त कर
संभल कर चल तुझे सारा ज़हान देखता है
कनीज़ हो कोई या कोई शहज़ादी हो
जो इश्क़ करता है कब खानदान देखता है🙌
