Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hamne to gairon par || sapne hindi sad shayari
Humne ton gairon par bhi aanch nhi aane di, tum ton they phir bhi apne humara pyar ton tha ek khwaab, ab dekhna iske sapne
Title: Hamne to gairon par || sapne hindi sad shayari
Chod diya || sad hindi shayari || heart broken
Usne dil ka haal batana chhod diya
Hamne bhi gahrai me jana chhod diya
Aur jab usko hi doori ka ehsaas nahi
Hmne bhi ehsas dilana chhod diya
Maine kaha ratse hai dushwar bahut
Usne tab se sath nibhana chhod diya
Aur jab ye kaha ki krna yad duao me
Usne tab se duao me hath uthana chhod diya💔
उसने दिल का हाल बताना छोड़ दिया
हमने भी गहराई में जाना छोड़ दिया
और जब उसको ही दूरी का एहसास नही
हमने भी एहसास दिलाना छोड़ दिया
मैने कहा रास्ते है दुशवार बहुत
उसने तब से साथ निभाना छोड़ दिया
और जब ये कहा के करना याद दुआओं में
उसने तब से दुआओं में हाथ उठाना छोड़ दिया💔

