Skip to content

NAINA DE BOOHE | REQUEST to GOD Punjabi Shayari

request Punjabi Shayari | Naina de boohe khule tere ek deed lai RABBAA !! khule hi rehn de

Naina de boohe khule
tere ek deed lai
RABBAA !!
khule hi rehn de


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumko bhool jana || love sad shayari hindi

Ghadi ki tarha chalte ho tum hamare dimagh mein,
Tumko Yaad karne ki wajah nahi hoti.
Hawa ki tarah jhoomte ho tum hamare khayalon mein,
Tumko bhulane ki koshish nahi horahi.
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki,
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki
Maan kar isey khudrath ka faisla chale bhi gaye hum dur,
Kambakht kismat phir se paas le aayi.
Zid hamari bhi hai ke hojayenge tumse dur,
Kyun ki tumhare pyar mein wo pehle jaisi kashish nahi rahi.

Title: Tumko bhool jana || love sad shayari hindi


Pyar kya hota hai || love hindi shayari

Chand ko dekha hai mei ne gaur se
Mohobbat ko mahsoos kiya hai mei ne qareeb se
Ahsaas to bahut kuch huwa
Par pyar kya hota aaj woh bhi seekh gae aapse❤

चांद को देखा है मैने गौर से
मोहोब्बत को महसूस किया है मैने करीब से
एहसास तो बहुत कुछ हुआ
पर प्यार क्या होता आज वो भी सीख गए आपसे❤

Title: Pyar kya hota hai || love hindi shayari