Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq love shayari hindi || jisko chahte

chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena
Title: Ishq love shayari hindi || jisko chahte
True lines 👌 || Hindi thoughts
Jin chaar logon mein baithkar aap dusron ki burai karte hain
Yakeen maniye aapke jate hi waha aapki bhi burai shuru ho jayegi!!!
जिन चार लोगों में बैठकर आप दूसरों की बुराई करते हैं
यकीन मानिए आपके जाते ही वहाँ पर आपकी भी बुराई शुरू हो जाएगी!!!
