
Bas hass ke gall muka dinde haan..!!

hangover || hindi song || whatsapp video status
teri or hi chalta gya dil ye mera
samjhaya to bahut par ye maana hi nahi tha..!!
teri yaadon mein hi itna pagl ho chuka hai ab
ye paglpan bhi hoga kabi jana hi nahi tha..!!
Bhatakta hua musafir hoon yaara
Dar badar phir raha hoon haalat ka maara
Main bekhabar aur besahara
Chala hoon apni taqdeer likhne
Adhuri kahani ko Puri karne
Khud ki manzil ka toh pata nahi raah sab ko dikhata hoon
Apne rashte main gumrah hoon dusron ki chah puri karta hoon
Apne liye awara hoon,dusre ke liye aankh ka tara hoon
Afsos tune ne na samjha mere dil ko
Main tere liye Aaj bhi dil haara hoon