Nazar Chahti Hai Deedar Karna,
Dil Chahta Hai Pyaar Karna,
Kya Bataoon Is Dil Ka Aalam,
Nasib Me Likha Hai Intezar Karna…🙃💔
Enjoy Every Movement of life!
Nazar Chahti Hai Deedar Karna,
Dil Chahta Hai Pyaar Karna,
Kya Bataoon Is Dil Ka Aalam,
Nasib Me Likha Hai Intezar Karna…🙃💔

Agar tumhare sath koi rishta nahi rakhna chahta,
To usse door ho jao,
Kyunki waqt khud sikha dega use kadar karna aur tumhe sabar karna..✌️👌
अगर तुम्हारे साथ कोई रिश्ता नही रखना चाहता,
तो उससे दूर हो जाओ,
क्योंकि वक्त खुद सिखा देगा उसे कदर करना, और तुम्हे सब्र करना।✌️👌