Skip to content

Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari

yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana

Achanak se barish ka aa jana

Aur girls mess mein dinner k liye jana

Dinner toh tha mehaz ek bahana

asal mein har bar tumne hi dekne aana

Title: Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aapke pyar me || love shayari hindi

Hum to is kadar free hai janab,
Aapke pyar me,
Ki aap ak baar yaad to karo hme,
Apne khyalon me,
Hum vahan bhi dode chle aaye ge,
Ak pukar par tumhari…

ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻

Title: Aapke pyar me || love shayari hindi


Mein itna bhi khushnaseeb nahi || sad hindi shayari

Har koi mera ho jaye esi meri takdeer nhi
Mein vo sheesha hun jismein koi tasveer nhi😑
Mujhe bhi koi yaad kare kya mein itna bhi khushnaseeb nahi😔

हर कोई मेरा हो जाए ऐसी मेरी तक़दीर नही
मैं वो शीशा हूँ जिसमे कोई तस्वीर नही😑
दर्द से रिश्ता है मेरा खुशियाँ मुझे नसीब नही
मुझे भी कोई याद करे क्या मैं इतना भी खुशनसीब नही😔

Title: Mein itna bhi khushnaseeb nahi || sad hindi shayari