
Oh badle badle lagde ne
ohna dil uchheyaan naal laa laye ne
hun jraa mudh ke vekde nai
lagda sajjan nawe bna lae ne

Oh badle badle lagde ne
ohna dil uchheyaan naal laa laye ne
hun jraa mudh ke vekde nai
lagda sajjan nawe bna lae ne
Humne bewaffao ko ajmana chhod diya
Ab logo ko pyaar dikhana chhod diya
U to ulfato mein bhi dastaan sunai jati hai
Maslan yeh hai humne ab usko batana chhod diya
Log dill mein khajaana samjh kar rakhte hai unko
Magar humne voh manhuus khajana chhod diya
Chand kisi din fursat se puchuga tujhe kii
Tune ab taaro ko kyu chamkana chhod diya
Jo sirhaana pasand usse ussper hi hum aahe bharte the
Ab humne voh bistar-sirhana chhod diya…
Jo baat sahi hai uski samjh mein hum bhi raazi hua karte the
Koi shaq hi nhi ki ab humne jwaab mein sir hilanaa chhod diya…
Badan kisi or ne chuaa hai uska yeh haqiqat hai
Aaj humne uske kareeb aana chhod diya…
-dillkamal