Skip to content

nazar lagaoge kya || Love 2 lines hindi shayari

kyoo baar baar taakte ho sheeshe ko,
nazar lagaoge kya meree iklautee muhabbat ko…

क्यू बार बार ताकते हो शीशे को,
नज़र लगाओगे क्या मेरी इकलौती मुहब्बत को…

Title: nazar lagaoge kya || Love 2 lines hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Urdu Ghazal or Shayari

نہ طور، نہ طریقہ، نہ تمیز، نہ تہذیب، نہ ادب، نہ سلیقہ، نہ شعور

پل رہے ہیں شیر خوار بھی یہاں کن کن وہشتوں کے درمیاں

NA TAUR, NA TAREEQUA, NA TAMEEZ, NA TEHZEEB, NA ADAB, NA SALEEQUA, NA SHAOOR

PAL RAHE HAIN SHERKHWAAR BHI YAHAAN KIN KIN WEHSHATON KE DARMYAAN

Title: Urdu Ghazal or Shayari


Uski raah dekha karte hain || hindi love shayari

Khuda ke bahane uski raah dekha karte hai
Naumeed mein umeed jagane har khuaab mein use dekha karte hai❤

खुदा के बहाने, उसकी राह देखा करते है।।
नाउम्मीद मे उम्मीद जगाने, हर ख्वाब मे उसे देखा करते है।।❤

Title: Uski raah dekha karte hain || hindi love shayari